Plx aisay log raabta na karyn Jin ko y saaray kamoon m s ik b nh ata. Na apna time zaya kijiey aur na hi Mera.
kaam:
1. ata goondna ata ho, roti bna lyta ho.
2. runner ho. marr marr k kaam Wala aur nakhray Wala bacha nh chahye.
3. jharoo pocha, vegetable cutting, dusting, choti moti istari Janta ho.
4. family koi itni bari nh h. just husband wife and 2 kids. is liey mujhy ziada chikh chikh Wala Banda nh chahye.
5. sab s imp baat y h k chotay bachon ko manage karna Janta ho. bachon ki Umar...
Plx aisay log raabta na karyn Jin ko y saaray kamoon m s ik b nh ata. Na apna time zaya kijiey aur na hi Mera.
kaam:
1. ata goondna ata ho, roti bna lyta ho.
2. runner ho. marr marr k kaam Wala aur nakhray Wala bacha nh chahye.
3. jharoo pocha, vegetable cutting, dusting, choti moti istari Janta ho.
4. family koi itni bari nh h. just husband wife and 2 kids. is liey mujhy ziada chikh chikh Wala Banda nh chahye.
5. sab s imp baat y h k chotay bachon ko manage karna Janta ho. bachon ki Umar (7 saal aur 5 saal h)
6. btameez, charb zuban na ho. Ghar ko Ghar samjh k chalay. zimedaar ho.
7. aur sab s zaruri baat jisko sachh m nokri ki zarurat h wo apna number dyga to raabta kia Jayega warna m answer nh karungi.
Show More